Gayatri Aarti Om Jai Gayatri Mata [with text]
om jaya gayatri mata
gati mati pran pradata
jaya savitri mata, om jaya....
narayani brahmani tum matu bhavani,
maiya tum matu bhavani,
sumiran karte nishidin
surnar muni gyani, om jaya....
panchmukhi das hasta akhil vishwa gyata,
maiya akhil vishwa gyata,
aadi shakti tum ambe,
sakal ved mata, om jaya...
mansa vachsa karmanna jo tav gun gaave,
maiya jo tav gun gaave,
ashta siddhi nav nidhi aru,
tav darshan paave, om jaya....
gayatri aradhana gayatri japana,
maiya gayatri japana,
gayatri sampasana,
jag mangal karna, om jaya...
sachidanand swaroopini sat raj tam tum maa,
maiya sat raj tam tum maa,
satya shiva sundari tum,
om tatsat tum maa, om jaya.....
ga ganga ya yamuna tri triveni mayee maa,
maiya tri triveni mayee maa,
jap tap yagymayee maa,
hreeng shleeng kleeng mayee maa, om jaya....
gayatri ji ki aarti jin jan man gaave,
maiya jin jan man gaave,
kehet ved sanatan,
anupam sukh paave, om jaya....
~~~~~~~~~~~~~~~~
INFO:
Track: 09 Gayatri Aarti
Artist: Jitender Singh
Album: Gayatri Mahamantra
~~~~~~~~~~~~~~~~